Recent Posts

**Mobile Net Pc Pe Chalane Ka Mukamal Tareeqa**

03:03 No Comment
Dosto ap mein se aksar bhai ye pochte hain ke free internet ko pc pe kaise chalayen.
To aaj main apke liye is ka mukamal tareeqa le kr hazir hua hn.
Is waqt sirf ufone ka free net pc pe chal raha hai.lekin jb bhi koi free net ki trick aye to ap khud is tareeqe se dekh sakte hain ke wo pc pe chal sakta hai ke nahi.
To chalen star kerte hain...
Mobile net 2 tarah se pc pe chal sakta hai.pehla pc siut se aur 2sra blutooth usb se.
Main ne nokia pc suit aur blutooth usb se net chalaya hai.
Pehle pc suit se chalane ga tareeqa.
1) sub se pehle pc suit instal kr k open karen.
2) connect to internet k option pe click karen
3) wahan neche setting ka option hoga us pe click karen
4)phr usb data cable ke option pe click kr k next kr den.
5) ab yahan 2 option hon gey pehle mein all world ke connection hon gey.jab ke 2sre mein apko manual setting krni hogi.is liye ap 2option ko click kr ke next kr den.
6) yahan ap apn wale option mein free net wala apn den.jaise ufone ke liye ye hai: ufon.pmms
baqi sub khano mein kuch bhi na likhen aur save kr len
7) ab wapis connect to internet wale option pe aa kr net connect kr len.
Lekin kam yahan khatam nahi hua.
8) ab ab internet explorer ya firefox jo bhi chalate hain open karen.
9) uper se step by step tools-option-connection ya network pe jayen
10) yahan setting mein proxy pe tic kr ke jo bhi free net wali proxy chal rahi ho wo lga ke save kr len.aur wapis addres lga k net chala len.
______________
Ab blutooth usb
1) usb pc mein lga kr mble ki blutooth on kr len
2) usb instal hone ke bad task bar se us ki icon open karen
3) add divice pe click kr k apna phone add kr len
4) ab star manu mein connect to pe ja kr usb wala option select karen aur apne phone ke option pe click kr k connect kr den.
5) aur baqi firefox mein proxy uper wale method se lgayen.
THAT IS IT......

 DOWNLOAD HERE

No comments :

 
Distributed By Hamza Ameer | B kallarforum